Tere Jaane Ke Baad Shayari
Na Jaane Kyon Aaj Apna Hi Ghar Mujhe Anjaan Sa Lagta Hai, Tere Jaane Ke Baad Ye Ghar-Ghar Nahin Khali Makaan Sa Lagta Hai…
Na Jaane Kyon Aaj Apna Hi Ghar Mujhe Anjaan Sa Lagta Hai, Tere Jaane Ke Baad Ye Ghar-Ghar Nahin Khali Makaan Sa Lagta Hai…
Syahi Khatm Ho Gyi “Maa” Likhte-Likhte, Uske Pyar Ki Daastaan Itni Lambi Thi …
Ye Kehna Tha Un Se Mohabbat Hai Mujhko, Ye Kehne Mein Mujh Ko Zamaane Lage Hain …
Gunahe-Ishq Mein Voh Daur Bhi Bahut Khaas Raha, Jab Mera Na Hokar Bhi Tu Mere Bahut Pass Raha …
Mere Baare Mein Apni Soch Ko Thoda Badalkar Dekh, Mujhse Bhi Burey Hain Log, Tu Ghar Se Nikalkar to Dekh …
Maayush To Hoon Terey Waade Say, Kuch Aas Nhi Kuch Aas Bhi Hai, Apne Khyaalo K Sadkey Main, Tu Pass Nhi Or Pass Bhi Hai.
Kashti Ke Musafir Ne Samandar Nahi Dekha, Aakhon Ko Dekha Per Dil Mein Utr Kar Nahi Dekha, Pathar Samajhate Hain Mujhe Mere Chahne Wale, Hum Toh Mom Hain Kisi Ne Chhoo Kar Nahi Dekha …
Darr Mujhe Bhi Laga Faasla Dekh Kar, Per Main Badhta Gaya Raasta Dekh Kar, Khud Ba Khud Mere Nazdeek Aati Gayi, Meri Manzil Mera Haunsla Dekh Kar ….
सो जाने दे मुझे नींद की गहराईयों में, जीने नहीं देती उसकी यादें तन्हाइयों में।
यूँ ना छोड़ जिंदगी की किताब को खुला, बेवक्त की हवा ना जाने कौन सा पन्ना पलट दे।