Tumse Pyar Kitna Shayari
Sirf Ye Mat Dekh Ke Main Hun Gunaahgar Kitna Ye Bhi Dekh Ke Main Tera Hun Wafadar KitnaMain Huya Hun Zamaane Ki Nafraton Ka Shikar Tu Ye Bhi To Dekh Mujhe Tumse Hai Pyar Kitna …
Sirf Ye Mat Dekh Ke Main Hun Gunaahgar Kitna Ye Bhi Dekh Ke Main Tera Hun Wafadar KitnaMain Huya Hun Zamaane Ki Nafraton Ka Shikar Tu Ye Bhi To Dekh Mujhe Tumse Hai Pyar Kitna …
Kheench Kar Utaar Dete Hain Umar Ki Chaadar, Ye Kambakht Dost Kabhi Boodha Nahi Hone Dete …~ Gulzar
लफ्ज़ और उनको बोलने का लहज़ा ही होते हैं इंसान का आईना, शक्ल का क्या है वो तो उम्र और हालात के साथ, अक्सर ‘बदल’ जाती है।
मैंने तो बस मोहब्बत ही की थी, फिर क्यों लग रहा है ऐसा, कोई गुनाह किया हो जैसा।~ शायरी नेटवर्क
Dhoop Ke Sath Gaya Sath Nibhaane Wala, Ab Kahan Aayega Voh Laut Ke Aane Wala …~ Wazeer Aaga
Mera Saya Hai Mere Sath Jahan Jaayun Main, Bebasi Tu Hi Bata Khud Ko Kahan Paayun Main!~ Sulaiman Areeb
न सो सका हूँ न शब जाग कर गुज़ारी है अजीब दिन हैं सुकूँ है न बे-क़रारी है~ ज़ुहूर नज़र
Aye Aawara Yaadon Fir Se Fursat Ke Lamhaat Kahan, Hume Ne To Sehra Mein Basar Ki Tum Ne Guzaari Raat Kahan!~ Rahi Masoom Razaaऐ आवारा यादो फिर ये फ़ुर्सत के लम्हात कहाँ हम ने तो सहरा में बसर की तुम…
Zindagi Hai Ya Koi Tufaan Hai, Hum To Is Jeene Ke Haathon Mar Chale …– Khwaza Meer ‘Dard’
रिश्तों में वैसा ही संबंध होना चाहिए जैसे आंख और हाथ का होता है। हाथ को चोट लगती है तो आंखें रोती हैं और, आंसू आने पर हाथ ही उन्हें सहलाता है और साफ करता है।