Touch Best Shayari for Relation
Kashti Ke Musafir Ne Samandar Nahi Dekha, Aakhon Ko Dekha Per Dil Mein Utr Kar Nahi Dekha, Pathar Samajhate Hain Mujhe Mere Chahne Wale, Hum Toh Mom Hain Kisi Ne Chhoo Kar Nahi Dekha …
Kashti Ke Musafir Ne Samandar Nahi Dekha, Aakhon Ko Dekha Per Dil Mein Utr Kar Nahi Dekha, Pathar Samajhate Hain Mujhe Mere Chahne Wale, Hum Toh Mom Hain Kisi Ne Chhoo Kar Nahi Dekha …
Darr Mujhe Bhi Laga Faasla Dekh Kar, Per Main Badhta Gaya Raasta Dekh Kar, Khud Ba Khud Mere Nazdeek Aati Gayi, Meri Manzil Mera Haunsla Dekh Kar ….
सो जाने दे मुझे नींद की गहराईयों में, जीने नहीं देती उसकी यादें तन्हाइयों में।
यूँ ना छोड़ जिंदगी की किताब को खुला, बेवक्त की हवा ना जाने कौन सा पन्ना पलट दे।
Sirf Ye Mat Dekh Ke Main Hun Gunaahgar Kitna Ye Bhi Dekh Ke Main Tera Hun Wafadar KitnaMain Huya Hun Zamaane Ki Nafraton Ka Shikar Tu Ye Bhi To Dekh Mujhe Tumse Hai Pyar Kitna …
Kheench Kar Utaar Dete Hain Umar Ki Chaadar, Ye Kambakht Dost Kabhi Boodha Nahi Hone Dete …~ Gulzar
लफ्ज़ और उनको बोलने का लहज़ा ही होते हैं इंसान का आईना, शक्ल का क्या है वो तो उम्र और हालात के साथ, अक्सर ‘बदल’ जाती है।
मैंने तो बस मोहब्बत ही की थी, फिर क्यों लग रहा है ऐसा, कोई गुनाह किया हो जैसा।~ शायरी नेटवर्क
Dhoop Ke Sath Gaya Sath Nibhaane Wala, Ab Kahan Aayega Voh Laut Ke Aane Wala …~ Wazeer Aaga
Mera Saya Hai Mere Sath Jahan Jaayun Main, Bebasi Tu Hi Bata Khud Ko Kahan Paayun Main!~ Sulaiman Areeb