Ajeeb Din Shayari on Life
न सो सका हूँ न शब जाग कर गुज़ारी है अजीब दिन हैं सुकूँ है न बे-क़रारी है~ ज़ुहूर नज़र
न सो सका हूँ न शब जाग कर गुज़ारी है अजीब दिन हैं सुकूँ है न बे-क़रारी है~ ज़ुहूर नज़र
Muddatein Guzreen Mulaqat Huyi Thi Tum Se, Fir Koi Aur Na Aaya Nazar Aaine Mein …~ Haneef Kaifi
Aye Aawara Yaadon Fir Se Fursat Ke Lamhaat Kahan, Hume Ne To Sehra Mein Basar Ki Tum Ne Guzaari Raat Kahan!~ Rahi Masoom Razaaऐ आवारा यादो फिर ये फ़ुर्सत के लम्हात कहाँ हम ने तो सहरा में बसर की तुम…
Zindagi Hai Ya Koi Tufaan Hai, Hum To Is Jeene Ke Haathon Mar Chale …– Khwaza Meer ‘Dard’
रिश्तों में वैसा ही संबंध होना चाहिए जैसे आंख और हाथ का होता है। हाथ को चोट लगती है तो आंखें रोती हैं और, आंसू आने पर हाथ ही उन्हें सहलाता है और साफ करता है।
Tod Diye Maine Ghar Kay Aaine Sabhi, Pyar Mein Haare Huye Log Mujhse Dekhe Nahi Jaatay …
Hanste Huye Zakhmo Ko Bhulane Lage Hain Hum, Har Dard Ke Nishaan Mitaane Lage Hain Hum; Ab Aur Koi Zulm Satayega Kya Bhala, Zulm-O-Sitam Ko Toh Ab Satane Lage Hain Hum!
Aagosh-e-Sitam Mein Chhupa Le Koi, Tanha Hun Tadapne Se Bacha Le Koi; Sookhi Hain Badi Der Se Palkon Ki Zubaan, Bas Aaj Toh Jee Bhar Ke Rula De Koi!
Dil Mein Yaar Ka Raj Hua Karta Tha, Pyar Karne Ka Alag Andaaz Hua Karta Tha, Jab Tak Dil Ko Mere Thokar Nahi Lagi, Mujhko Apni Mohabbat Par Naaz Hua Karta Tha …
कायम रहे ख़ुदा पे वो ईमान मुबारक़, ईमान मुकम्मल हो ये अरमान मुबारक़।दिल-जिस्म-रूह पाक रहे दौर-ए-ईबादत, अल्लाह के बंदो को हो ईद मुबारक़।