Alone Sad Shayari in English is for people who feel alone and want to express their feelings. This poem describes pain, sadness, and loneliness coming from the depths of the heart. If you are also feeling the pain of someone’s separation or desolation of life, then this Alone Sad Shayari in English will reflect your feelings perfectly. Put your loneliness into words and lighten your heart by reading these poems. Heart-Touching Alone Sad Shayari in English | 4 Lines Alone Sad Shayari in English | Heart Touching Shayari | Broken Heart Alone Sad Shayari in English | Dard Bhari Alone Sad Shayari in English | Bewafa Shayari in English
Alone Sad Shayari in English – Heart Touching Lines of Loneliness
Tanha rehna toh sekh liya humne,
Par khosh na kabhi reh payenge,
Teri duri toh phir bhi seh leta hai yeh dil,
Par teri muhabbat ke bina na jee payenge.
Mujhe jeene ki umeed dobara de do,
Meri doubti kashti ko kinara de do,
Main dard ke sahil pe tanha khara hun,
Phir aa ke apni baahun ka sahara de do.
Mat intezar karwao itna ke waqt ke,
Faaslo pe tumhein bhi afsoos ho jae,
Kya pata tum baat karne aao,
Aur tab tak humari rooh hi khamosh ho jae.
Koi ro ke dil behlata hai toh koi hans ke dard chupata hai,
Kya karamat hain qudrat ke zinda insan pani mein doob jata hai,
Aur murda tair kar pani ke upar aa jata hai.
Saans leny se bhi teri yaad ati hai,
Har saans mein teri khushbo bas jaati hai,
Kaise kaho ke saans se main zinda hun,
Jab ke saans se pehle teri yaad ati hai.
Humari dastan usey kahan qabool thi,
Meri wafa uske liye fazool thi,
Koi aas nahi lekin itna bata do,
Maine chaha use kiya ye meri bhool thi.
Zara si zindagi hai armaan bahot hain,
Humdard koi nahi insan bahot hain,
Dil ka dard sunaya to sunaye kis ko,
Jo dil ke qareeb hain woh anjaan bahot hain.
Tum jo door howe toh khushiyan bhi chali gayi,
Akelepan mein bas yeh yaadein sath reh gayi,
Ab toh dil ko sambhalna mushkil hai,
Jitni baar socha utni baar aankhein bhar aayi.
Zindagi ke iss mod par hum akele hi reh gaye,
Jisey chaha tha woh hamesha ke liye chod gaye,
Dil ke tokde sameet kar hum jee rahe hain,
Kisi ko kiya pta hum khud se bhi door ho gaye.
Raat ke andhere mein aanso behta hai,
Dil ke armaan chupke se kehta hai,
Har khushi thi jisey teri yaadon se,
Aaj woh bhi tanhai ke sath rehta hai.
Tumhare bina ab toh lamhe bhi thak gaye,
Tanhaiyun mein dil ke tukde bikhar gaye,
Samandar se gehra tha piyaar tera,
Par sahil tak ate ate hum doob gaye.
Har pal tumhari yaadon mein kho jata hoon,
Akelepun ke ghum se ro jata hoon,
Kaise bhulon uss choti si muskan ko,
Jo ab sirt khuwabon mein ati hai.
Jaane kiyun aaj bhi tujhe yaad kar leta hoon,
Tanha raaton mein khud se baat kar leta hoon,
Dil toh kab ka tod diya tha tu ne,
Phir bhi aansuon se tera naam likh leta hoon.
Pyar mein kisi ko khona bhi zindagi hai
Zindagi mein ghamo ka hona bhi zindagi hai
Yuh toh rehte hai hamare hontho par muskurahat
Par chupke se kisi ke liye rona bhi zindagi hai
Har lamha yun kal Ko talash raha hai yeh dil,
Guzri yaadon ko fir se jeena chah raha hai yeh dil,
Koi mujhse bhi puch le kyun khamosh hai meri aankhein,
Meri zindagi ko fir se maang raha hai ye dil.
Har lamha yun kal Ko talash raha hai yeh dil,
Guzri yaadon ko fir se jeena chah raha hai yeh dil,
Koi mujhse bhi puch le kyun khamosh hai meri aankhein,
Meri zindagi ko fir se maang raha hai ye dil.
Kitne bhi thake ho kitne bhi pareshan ho…
Yad rakhna…
Jisme chillane ki bhi tagat nahi hoti,
use log zinda kha jate hain
Tumhein Usse Bhi Achha Koi Milega.
Magar Koi Ye Nahi Jaanta?
Jarurat Achhe Ki Nahi Hoti,
Uski Hoti Hai, Jisse Mohabbat Ho.
Wafa Ka Dariya Kabhi Rukta Nahi
Ishq Me Aashiq Kabhi Jhukta Nahi
Sirf Teri Khuisyo Ke Khatir Chup Hu
Mohabbat Ke Kisi Kuch Samajhta Nah
Wo dushman hoti to chalta bhi
Wo dushman hoti to chalta bhi…
Wo mahboob hokar satati rhi…
Main jan chidakta rha wo thokar lagati rhi…